Pf withdrawal
Epf withdrawal form,
Pf withdrawal status,
New pf withdrawal form,
Epf withdrawal status online,
Pf withdrawal rules,
Pf withdrawal form19,
Advance epfo pane ka online tarika
Employee 's providend fund epfo member ko chuninda sthiti me parsal withdral
And Provident fund collection se advance lene ki subidha provide karta hai. Aaj mai apne is article ke throw bataunga kaun se wo tarike hai jinke throw pf ka kuch hissa nikala ja sakta hai.
EPFO member ghar kharidne ya Constructionkarne, lon bhugtan karne ke liye, 2month se betan na milne se, beti/bete/, bhai/khud ki sadi ya fir parivar me kisi family members ke bimar padne etc ke liye PF nikal sakte hai.
Apko yaha jan na jaruri hai ki parsal withdrawl ya fir "advance EPF" kisi bhi sthiti me kitni nikali ja sakti hai.
Aaj ham apko iske bare me bhi batayenge
Advance lene ke liye EPFO member ko kuch Criteriya tai kiye gye hai, inhe apko follow karna hoga advance ya parsal withdrawl ke liye EPFO member portal par ja kar "pf withdrawl form" ke liye online apply kar sakte hai.
How to submit online pf withdrawl Application
Pf ke paise ko nikalne ke liye ise asan banane ke liye jisse kisi bhi epfo member ko pf nikalne me paresani ho aur samay ki bachat ke liye EPFO ne online suvidha provide ki hai.
Epfo portal par apply karne se pahle apko ye jan lena jaruri hai ki apka UAN nambar activate ho ya fir ya fir universal account number ko activate karne ke liye apka number chalu hona chahiye apka account adhar, pan aur bhi bank details ke sath link hona chahiye.
PF nikalne ka online tarika
1) sabse pahle EPFO portal pe jaye.
2) iske bad UAN number password aur
captch dal kar account ko login kare.
3)iske bad manage tab me kyc bikulp par click kar janch kar le ki adhar , pan card bank details sahi aur verify hai ki nhi.
4) kyc details verify karne ke bad online service pe jaye aur claim bikulp ko chune.
5) claim screen par member details, kyc details aur service details dikhayi degi iske bad claim form submit karne ke liye
Proceed for online claim par click karna hai.
6) claim form ke I want to apply for me apko full epf stelment
EPF part withdwl ya fir pension withdraw vikalp dikhenge service maan dand ki wajah se ho sakta hai ki aap of nikalne ki ya pension nikalne ke yogy na ho aisi sthit me apko ye bikulp nhi dikhega
Ghar kharidne ya banane ki sthit me le sakte hai advance
EPFO jamin kharidne ke liye apne members ko maximum 24 month ki basic veg aur d.a nikalne ki permission deta hai. Ghar ya palat banane ke liye maximum 36 month ki besic vege aur d.a ya byaj ke sath employee ya employer share ya ghar nirman ki kul lagat jo bhi kam ho use nikala ja sakta hai jo karmchari 5 sal se epfo ka member hai wahi advance ke liye request kar sakta hai naukari ki puri awadhi ke dauran keval ek hi bar pf ka paisa nikala ja sakta hai . Advance ke liye karmchari ko bichhi pti ke alawa kisi anya daccument ki awasyakta nhi hai.
Lone bhugtan ke liye
Epfo special kesh me member ko maximum 36 month ki besic vage aur d ya byaj ke sath employee ya employer share ya lone ki kul bakaya rashi ya byaj jo bhi kam ho ko nikalne ki anumati deta hai jo karmchari 10 sal se epfo member hai wahi advance ke liye
Request kar sakta hai. Parsal with del ke liye employee ko agency se certificate ki jarurat hogi jisme bakaya rasi ka vyora ho.
Special case me bhi milega bhugtan
Company band hone par ya fir company se nikale jane par ya fir 2 month se salary na milne par bhi epfo member advance ke liye avedan kar sakta hai. Aisi sthiti me employee share aur rashi pe mile vyas ko nikal sakta hai advance lene ke liye employee ko employer dwara jari certificate ki jarurat hogi member vyas ke sath adhiktam 50% rasi ko nikal sakta hai.
Bimari me ilage ke liye
Employee adhikatam 6 mahine ke apne besic aur apne dA amount ko pura nikal sakte hai . Employee khud ki ya parivar ke kisi bhi sadasy ke bimar padne par nikal sakta hai. Iske liye kisi uddeshy ki jarurat ke liye kisi member ya period ki jarurat nhi.
Shadi ke liye
Epfo member khud ki /beti ki/bete ki/bahan ki etc ki sadi ke liye vyas ke sath 50% pf amount ko nikal sakta hai yaha pas thoda sa dyan de jo employee 7 saal se epfo member hai wahi pf amount ke liye avedan kar sakta hai.
Retairment ke ek saal pahle
54 vars ki aayu hone ke bad aur retirements ke ek saal pahle epfo member parsal withdrawal ke taur par pf me se 90%rasi nikal sakta hai.