Most Popular Search Engines 2020
Top 10 Most Popular Search Engines List ,kuchh bhi search karna ho to internet par search karo , ye aaj ka new world hai, jhan par aap ghar baithe puri duniya ki jaankari paa sakte hai , search karne ke liye hum search engine me keywords ya location type karte hai to hame waha se information milta hai. Search karne ke liye world ka bahut hi popular search engine Google hai but iske alawa aur bhi search engines hai waha bhi aap kuchh type kar ke google ki tarah hi search kar sakte hain, world ka top 10 search engines ke bare aaj ham is post me baat karenge jo ki pure world me bahut jyada search karne ke liye use kiya jata hai.
Top 10 Most Popular Search Engines 2020
aaj mai aapko 10 bdhiya sarch engines ke baare main batane wale hai, agar aap mobile computer ka istemal karte hai to enternet par kuchh sarch karne ke liye browser ka upyog karte honge, lekin ek baat bata du google aur youtube ke alawa aur bhi any Most Popular Search Engines hai, jiska upyog bahut hi aasani se kar sakte hain
01:- Google
Google ko ya google ke bare me kaun nahi janta hai, ye google search engine world ka sabse popular and jyada use kiye jaane wala search engine hai, netmarketshare report (August 2018) ke according world me 71.98% log google par search karte hain, Alexa ke according google.com world me sabse jyada visit kiye jaane wala web hai and Alexa me google.com Global and US ranking 01 hai.
02:- Baidu
Baidu chinese based search engine hai jo 01 January 2000 ko found kiya gaya tha is search engine par aap website, audio files and images search kar sakte hai. netmarketshare report (August 2018) ke according world me 14.04% search kiya gya hai, alexa par Global Rank 04 and China me Rank 01 hai.
03:- Bing
Bing bhi bahut hi popular search engine hai joh microsoft ka hai, is search engine ko netmarketshare report (August 2018) ke according world me 7.76% log search karte hain,
04:- Yahoo
Yahoo bhi ak popular search engine hai, gmail ke baad yahoo ke email service bahut hi popular hai, yahoo search engine par log 4.44% search karte hain, eski Alexa par.Global Rank 6 and US Rank 8 hai.
05:- Yandex
Yandex Russia me jyada use kiy jane wala search engine hai, and ye russian internet company bhi hai , joh ki 1997 me launch huaa tha , Yandex search engine ko russia ke alawa aur bhi bahut se countries me use kiyaa jata hai , eski services me.special Yandex Maps, Yandex Music, Online Translator and aur bhi bahut kuchh hai, aap iske search engine me video and image bhi search kar sakte hain iske saath saath free email service bhi provide karti hai, Alexa par Global Rank 23 and Russia me Rank 3 hai .
06:- Ask
07:- DuckDuckGo
DuckDuckGo bahut hi ek popular search engine jana jata hai, jiska bahut hi simple and user friendly interface hai , DuckDuckGo aapka data nahi collect karta hai and nahi personal information kisi ke share karta hai jo ki bahut achchhi privacy policy hai, is search engine search karne ke time advertisements bhi run nahi hota hai., iska Alexa Global Rank 258 and US Rank 171 hai .
08:- Naver
Naver south korean based search engine hai , jo ki Never Corporation ke through 1999 me launch kiya gya tha world me Never ka search share 0.12% hai , iska Alexa Global Rank 72 and South Korea me Rank 01 hai.
09:- AOL
AOL New York based and top 10 search engines me se ek hai , iskaa market share 0.05% hai, Aol kaa Alexa par Global Rank 320 and US rank 89 hai .
1 Comments
very nice information want to learn digital marketing join Dehradun best digital marketing training institute in dehradun
ReplyDelete