Blogger blog par 404 page not found ko kaise redirect kare


Hello dosto swagat hai apka ek aur fresh article me aaj ke is article me ham bat karne wale hai Blogger blog par 404 page not found ko kaise redirect kare 404 arror se apki site ki rankin pe kuch khas asar to nhi padta hai lekin isko isko fix kar lena chahiye apke blog ke seo ke liye accha rahega .

Blogger blog par 404  not found Url kaise pata kare.


Blogger 404 page not found kya hai


Jab ham apne blog se koi post delete kar dete hai ya uska url change kar dete hai tabhi 404 error ata wo purana url apka google pe index rahta jab bhi koi vyaki search karta hai to agar apka purana url ata hai jo apne delete kar diya hai to uspe agar user click karke jata hai to 404 error do hota hai kyonki apne wo url delete diya hai .

 404 error se waise to koi fark nhi padta hai par apke website ke traffic par asar padta hai to jaldi se jaldi is error ko fix kar lena hi behtar hai.

WordPress ke liye to plugin ata hai agar apka blog wordpress hai to aap plugin ke throw ise thik kar sakte maga agar apka blog blogger me hai yo chaliye dekhte hai kaise ise fix karte hai.


Blogger blog par 404  not found Url kaise pata kare.


1)sabse pahle apko google search console ki site me jana hai aur apko login karna hai.


2)ab yaha par apke pas agar ek se jyada website hai to apko wo website chun lena hai jispe error hai.


3.)uske bad crewl error par  click kare not found select kare apko neeche url error ki list show hogi


4)jisko fix karna hai us url ko copy kar le us url ko fix karna hai taki ye error dwara na aye


Blogger par 404 error redirect kaise kare.


1)sabse pahle blogger dashboard par login kare


2) settings par click kare aur age search preference par click kare.


3)ab page open hoga to apke samne custom redirect ka option show hoga uspe click karna hai


4)from ke samne apne jo search console se copy kiya tha usko past kar de yad rhe apko apne post ka pura url nhi dalna hai kewal  2018/8youtub-tips kewal adha url dalna hai


5) to ke samne apko apna new url dalna jisko aap redirect karna chahte hai yaha par bhi apko kewal peechhe url dalna hai


6)ab parmanent me tik kar de aur save karde 


404 error ko fix kaise kare 


Fir Se apko search console me jana hai aur apne jo url ko redirect kiya hai usko select kare aur mark  as fix kar de apko aise hi ek ek karke fix karna hai 



Ab aap new browser pe click karke check kar sakte hai apki new post hi khulegi 



Dost share karo dawa ke is post ko jitna ho sake 

Happy blogging

Leave a Comment

x
Â