Hi frnds….
<
Is post ke madhyam se aap aasani se pta lga paoge ke aapki kaun si post google par index hui hai…..
Google me index post ko kaise pata kare or uska name pta kaise lagaye.?
Sabse pahle aapko bta dun ke kabhi bhi post ko copy karke apne blog par nhi dalna hai nahi to apki post google par index nahi hogi.
●Iske liye sabse pahle aapko apne browser me new tab ko open krna hai.
● Ab ye search karna hai site:yorblogname. Your blog name ki jagah apne blog ka name likhna h .Com tak .
●Ab aap dekh skte hai ki jo result aaya hai usme apki kaun si post index hui hai wo aap dekh sakoge ..Ya kaun si post index ho chuki hai.
frands. Yakinan hamare dwara btaya gye tareeke se aap apni index hui post ko aasani se dekh skte hai .,aur hamare is artical se ap apne post ki ranking check kre, index hui post ka naam pta kre,post ki seo ranking check karen ,post ki search engine ki ranking check kar sakte hai .
To frnds kaisa laga apko hamara artical comment krke jarur btaye …
Agar aapko isme kuchh samjh nh a rha hai to comment krke puchh sakte ho ..agar post pasand aye to ise sare kare .
Thank you…
badiya artical likha aapne