Remove footer credit from blogger template without redirecting to any website
Blogger.com duniya ka sabse bada blogging platform hai jo hame free me blog start karne ki suvidha provide karta hai. Isme hame kisi bhi prakar ka paisa nhi dena padta isliye ye bahut jyada popular hai aur iske liye bahot acchhe acche beautiful template bhi available hai jaise goyabitemplate , bloggertemplate9 ho gya jo ki paid aur free dono ate hai jinke pas paisa wo paid template kharid lete hai jinke pas paisa nhi wo free template use karte hai.
Free template me apko footer credit remove nhi karne diya jata agar aap free template me footer credit remove karte hai to jis bhi website ka template use karte hai wo apni website pe redirect kar dete hai aur paid template me aap footer credit asani se remove kar sakte hai.
To yaha ham bat karne wale hai footer credit ko hide kaise kare yaha apko dyan dena hai hame kuch bhi delete nhi karna hai kuch simple coding karke template credit ko hide karna hai bas jisse apki website pe footer credit nhi dikhega
Advantage of this trick
1) isme credit remove karne ke liye apko koi paisa nhi dena hoga
2) it’s simple and easy to do
Follow the below steps for removing footer credit from blogger
2) login kare aur apna blog khole
3) go to dashboard >template>edit html
Ab apko yaha credit link khojna hai jise aap remove karna chahte hai apke blog me normally ho sakta hai like copyright ,ya fir design by etc apko search kar lena hai.
Ab apko ye niche diya gya code apni copyright id ke age past karna hai aap image dekh sakte hai
How do i remove “blogger template created by” from my blog? |
Ab aap template ko save kare aur enjoy kare ab aap apne blog ko refresh karke check kar sakte hai agar aap nye blogger hai to thodi bahut coding samjhne me dikkat ho rhi hogi agar koi problem ho to aap hamse comment me puch sakte hai.
Conclusion: mujhe aapse ummid hai ki ye article apko jarur pasand aya hoga agar apke dimg koi sawal hai aap se nhi ban rha aap chahte hai ki mai us topic pe likhu to hame jarur bataye aur share jarur kare
Happy blogging