Top 3 best keyword research tool(site) android ke liye
Hello friends aaj ka hamara topic seo se related hai jisme mai apko aaj Top 3 best keyword research tool(site) android ke liye bataunga
Jisse aap apne blog post ke liye ya youtube ke keywords find kar sakte hai . In 3 keyword research tool me ek tool premium hai jo 14 days ke liye free hai. Aap 14 fin free use kar sakte hai. Friend apne youtube me ya bahut se blog post me Google AdWords ya google keyword planner ke bare suna hoga jo ki sayad android me kaam nhi karta
Aaj mai apko android ke liye
Top 3 best keyword research tool(site) android ke liye batunga screen shot by screen shot
1.keywordtool.io(free)
2.ubersagest(Free)
3.semrush(premium)
#1.keywordtool.io(free)
keywordtool.io hame google, bing, yahoo and apple store ke liye keywords provide karta hai. Ise aap free me use kar sakte hai aur ise use karna kafi asaan hai.
keywordtool.io(free) ko use kaise kare??
1. First apko keywordtool.i website pe jana hoga aur niche jaisa screen shot dikh rha hai
Waise hi apko keywords ko search karna hai
2. Ab apko bahut se keywords dikh rhe honge unhe apko use karna hai
#2.ubersagest(Free)
Friend aap is tool ki help lekar
har prakar ke niche ke blog se related keywords nikal sakte ho is tool me all type ke keywords milte hai
Ye tool apki bahut madat kar sakta hai.
ubersagest tool ko kaise use kare
1) sabase pahle website pe jaye aur screen me dikhaye anusar aap search kare
2)ab apko saf dikh rha hoga jo apke keywords search kiya tha wo apko.niche dikh rha hoga ab apme hai aap in keywords ko kaise use karte hai
#3.semrush(premium)(14days free trial)
semrush(premium)
v t. Ek paid
Tool hai ye apka 14 din ke liye free milta hai matalab aap ise aap 14 din tak free me use kar sakte
Also read-backling
Semrush Ko use kaise kare
1.sabse pahle apko website pe jana hai uske bad screen shot me jaisa dikh rha hai apko waise search karna hai aur search ke botton pe click karna hai
2. Ab apko bahut se keywords dikh rhe honge
apko us keywords ko chun lena hai jiski cpc high ho isse apke website pe jo ads ayenge
Wo jyada paise denge