What is a web hosting
Namaskar friend aaj ka hamara topic hai web hosting akhir ye web hosting kya hai akhir kis bala ka name hai web hosting hamare jo nye nye dost hai jo apni khud ki website banana chahte but unke pas sahi knowledge nhi unhe nhi pata ki web hosting kya hai.
kaha se le ye puri details mai apko aaj batane wala hu. Apni khud ki website hona badi bat hai aur use mentain rakh pana usse bhi badi bat hai. Website ko mentain rakh pana sab ke bas ki bat nhi hai iske apke pas proper knowledge ka hona bahut jaruri hai.website ko banane ke ke liye bahut si chijo ko dyan me rakhna hota hai. Jaise apke website ke liye domain name aur hosting ka hona bahut jaruri hai.jiski wajah se hamari website ko pahchan milti hai.
Leikin jo log blogging ki duniya me nye hai unko web hosting ke bare me jyada knowledge nhi hoti ,unhe nhi pata ki web hosting kya hai.jiski wajah se wo galat hosting chun lete hai jiski wajah se aage chal kar unhe bahut dikkat hoti hai.
Isi aaj ke is article me jankari dunga ki web hosting kya hai, akhir web hosting kya hai aur ye kitne type ke hote hai.taki apko web hosting chun ne me dikkat na ho.
## internet kya hai|What is a internet?
Ab aap yaha ye soch rhe honge ki mai internet ke bare me kyu bata rha hu to apko web hosting kya hai ye samajhne ke apko ye janna bahut jaruri hai ki internet kya hai aur ye kaise kaam karta hai.
Internet duniya ka sabse bada interconnected network hai interconnected se matlab ek dusre se juda hua aaj ke time ki puri dunia mobile se lekar computer tak is network se judi hui hai . Agar apne kahi bhi kisi lab me computer ko ek dusre se jude huye dekha hai to aap use bhi internet ka name de sakte hai.
Jab apka computer kisi public network se jud jata hai , to wo bhi internet ka ek hissa ban jata hai.jise aap web server ya web host bhi kah sakte hai. Agar aap ye soch rhe agar aap ka computer ek server hai to log use kyu nhi dekh pate to iska jawab ye hai ki har computer me privacy security lagi hoti hai.isi liye dushre log ise access nhi kar pate agar yahi privacy hata de apke computer me kya hai sab dekh ja sakta hai. Chaliye ab web hosting ke bare me jante hai
## web hosting kya hai|what is web hosting?
Web hosting puri duniya me bane website ko rakhane ki jagah provide karta hai man lo jaise koi vyakti kisi ke ghar me kamara le ke rah rha hai to wo vyakti us ghar ke malik ko us kamare ka kiraya dega thik aise hi agar aap apni website bana rhe ho to web server me apne website ko rakhane ke liye apko kisi bhi hosting provider se hosting kharidni padegi jaha par aap apne content ko store kar paoge us computer ke server pe like image video text etc ko ek computer pe save karke rakhta hai jise web server kahte hai. Wo computer har wakt 25×7internet se connected rahta hai. Web hosting ki sava hame bahut si company provide karti hai jaise , godaddy,namecheap, hostgater, bluhost etc
## webhosting kaise kam karta hai?
Website log kyu banate hai sidhi si bat hai apna knowledge aur information batne ke
liye to uske liye hame sabse pahle files ko server pe upload karna hoga yahi apne web hosting pe upload karna hoga .
liye to uske liye hame sabse pahle files ko server pe upload karna hoga yahi apne web hosting pe upload karna hoga .
Aisa karne ke bad jab koi vyakti apne web browser pe apka domain name search karta hai like man lo https://www.cyberyukti.com fir uske bad internet us web server se apke domain ko jod deta hai jaha pe apka file pahle se store ho rakha hota hai jodne ke bad sara information us vyakti ke computer me pahuch jata hai. Fir waha pe user apne jarurt ke hisab se page ko dekhta hai.
Domain ko hosting se jodne ke liye DNS (domain name system )ka use kiya jata hai.
Isse domain ko ye pata chalta hai ki apka domain kis web server pe host hai.kyuki har web server ka DNS alag alag hota hai.
Isse domain ko ye pata chalta hai ki apka domain kis web server pe host hai.kyuki har web server ka DNS alag alag hota hai.
## web hosting kaha se kharide?
Duniya me bahut si company hai jo behtar se behtar hosting provide karti hai. Agar aap chahte hai ki apke visitors india se ho to apko india se hi hosting kharidne chahiye
Apka hosting server apki country se jitna dur rahega website ko access karne me apko utna hi time lagega agar india me jitne hosting provider hai agar aap unse hosting kharidte hai to apko credit card ki jarurt bhi nhi padegi.aap apne atm card ya fir internet banking ke throw kharid sakte hai.ek bar jab aap hosting kharid loge to aap asani se apne domain ke sath jod kar access kar paoge..
Niche kuch website ke name de rha jo achhi service provide karte hai.
●hostgator india
●bluehost
●godaddy
●bigrock
●bluehost
●godaddy
●bigrock
## kaun si company se web hosting kharide?
Hosting kharidne ke liye to apke pass bahut se option available hai par apko ye khud hi decide karna hoga ki kaun si hosting apke liye best rahegi.
Hosting kharidne se pahle kuch jankariya hona behad jaruri hai.
Hosting kharidne se pahle kuch jankariya hona behad jaruri hai.
## Disk space
Disk space hota hai apke hosting stores ki capacity jaise apke computer me rahta hai 500 gb 1tb space usi tarah apke hosting me bhi storege hota hai. Ho ske to unlimited disk wala hi hosting kharide isse kabhi bhi disk full hone ka khatra nhi hoga.
## Bandwidth
Ek second me apki website ke kitne data access kar sakte hai.use ham bandwidth kahte hai.jab koi apki website ka access kar rha hota hai to apka server kuch data use kar ke use information share karta hai.agar apki bandwidth kam hai aur apki website pe jyada visitors a rhe hai to to apki website down ho jayegi.
# #uptime
Apki website jitne time online rahti hai ya available rahati hai. Use uptime kahte hai.
Kabhi kabhi apki website kisi karan se down ho jati hai matlab khul nhi pati use ham downtime kahte hai.aajkal har company 99.99% uptime ki gurantee dete hai.
Kabhi kabhi apki website kisi karan se down ho jati hai matlab khul nhi pati use ham downtime kahte hai.aajkal har company 99.99% uptime ki gurantee dete hai.