Website se paise kamane ke 10 best advertising network hello dosto ye bat to clear hai har blogger apna blog isi liye banata hai ki online kuch paisa kama paye aur yah tabhi possible hai jab wah apni blog par ads lagaye aaj mai apko yaha top 10 ads programs ke bare me batane ja rha hu jinki ads ko apne blog me laga ke paise kama sakte hai.
Website se paise kaise kamaye |
Waise to apko online bahot se program mil jayenge but ho sakta hai ki wo apko payout na de ya ho sakta hai unme se kuch fake ho to chaliye jante hai top 10 best ads network jinse aap accha khasa paisa kama paye kyonki ye ads company apko acha payout karti hai.
Website se paise kamane ke 10 best advertising network.
1) Google Adsense
Google Adsense duniya ka sabse popular ads network hai isme to koi sak nhi kisi bhi adnetwork par sak kiya ja sakta hai par google par nhi apko bata de google adsense
Sabse popular aur trusted platform hai adsense se approval lena thoda sa hard hai par impossible nhi hai.
Google Adsense ki terms and condition thodi si strict h .Agar thodi si bhi galti hoti hai to apka account disable ho jata hai.agar aap webmaster aur adsense ki policy ko follow karenge to aapka account asani se approved ho jayega. Adsense apni high cpc aur cpm rates ke liye popular hai.kyuki ap high cpc aur cpm rates se hi achhi earning kr sakenge.
2)media.net
Media ek contextual ad service program hai from Yahoo! Bing network. As per content quality aap isse accha income kar sakte hai media.net google adsense ki tarah hi kaam karta hai par isse approval milna thoda muskil hai. Isme kya hota hai agar contents english me likha rahega to approval jaldi mil jata hai to aap media.net ko try kar sakte ho
3.)infolinks
Infolinks in text ads ke liye sabse best ads network hai infolinks se approvel lena jyada hard nhi hai isme lagbhag sabhi blog ko jaldi approval mil jata hai. Info links 4 different type ke ads deti hai. Ads in text ads, insearch, inframe
And Intag ads, infolink ko aap adsense ke sath use kar sakte hai.
4) chitika
Chitika adsense ke bad sabse largest platform hai chitika ko lagbhag 300,000 log apne website ko monetize karne ke liye use karte hai. Chitika bhi high cpc deta hai par par kabhi kabhi Asian countries ki cpc low zero hoti hai. Chitika ko bhi aap adsense ke sath use kar sakte hai..
5)revenuehits
Revenue hote ek israil bese ads network hai. Jo 2008 me launch hua tha ye ek CPA besed ads program hai is ads se advertiser user ke information use karne ke liya kiya jata hai
support bahut impressive hai isme agar apko koi problem aye to aap support team se help le sakte hai.
6)advertising.com
Ye bhi ek bahut bada ads network hai jisme daily 2 million impression hote hai. Isme bhi apko different type ke ads dekhne ko mil jayenge .
Like- display ads video, mobile ads and some custom implementation agar apke blog pe visitors us, uk se a rhe hai to aap is ads network ko join kar sakte hai.
7) buysellads.com
buysellads.com website ya blog se paise kamane ke liye best tarika hai. Yah advertiser aur publisher ke liye ads sell karne ke liye aur buy karne ke liye best marketplace hai isse approval lene ke liye thoda mehnat karni padegi kyonki apke blog me 15k visitors honge tabhi approval milega.
8)Clicksor
Clicks or ek canada base ads network hai.ye 6 different types ke ads provide karti hai like- text ads, layer ads, pop-up ads pul page pop-up ads and many more.
9) bidvertiser
Bidvertiser bhi extra paise kamane ke liye
Ek best display adverting program hai isse approvel lena kafi asan hai aur aap turant hi iske ads apni website ya blog par lga sakte hai bidvertiser kafi tarh ke disply ads provide krte hai
Bidvertiser referral program v offer karta hai bidvertiser ka referral program iske advertiser program se better hai.
10) adcash
Adcash ek estonia based ad network hai jo 2007 me launch kia gya tha.adcash cpm,cpl,CPA,cpc par perform krta hai
Dear frnds.
Is post ke jariye aap asani se apne website ya blog ko monetize karne ke liye ye sabse best 10 program hai.
Agar apne isse pahle apne blog par adsense aply kia hai aur apka account adsense ne accept nhi kia hai to ap in 10 best program ke jariye asani se apne website ya blog ko monetize kr sakoge.aur badhiya paise kama sakenge.
Agar hamara artical pasand aya ho to sare kare jisse aur logo ki bhi help ho .
Thank you .
Ye bhi padhe:-
●web hosting kya hai?
●Goole me index hui post ko kaise check kare?
●Free domain . Online ,.tech, .site,. Website etc
●# अपने ब्लॉग या वेबसाइट के लिए about us and privacy page कैसे बनायें? blog ke liye professional about us page kaise banaye