youtube seo tips in hindi

 youtube seo tips in hindi 

Youtube seo tips,how do you do seo on YouTube, how do you rank higher on YouTube, youtube seo tips in hindi, youtube seo tips in 2020,

Namaskar friends welcome to our blog youtube seo tips in hindi Dosto aaj ka topic SEO tips for YouTube hai youtube har koi apna channel youtube pe banate hai paisa kamane ke liye  aur youtube me channel bana ke video bhi dalna suru kar dete hai to ask sikhenge  how do you rank higher on YouTube.


youtube seo tips in hindi

youtube seo tips in hindi



But hota kya SEO ka knowledge na hone ki wajah se kuch log youtube pe success nhi ho pate aur wo log google aur youtube pe search karte hai .


How to grow youtube channel in Hindi To friend jyada der na karte ham apko topic  pe le chalte hai ki hame kya karna chahiye ki hamara YouTube channel grow kar jaye .

## title of the video

Friend apko sabse pahle dyan dena hai ki apko title aise hi nhi dalna apko thoda smart hona hai apko title likhne ke liye apko google search engine ke auto complete features ka aur youtube search engine auto complete features ka advantage lena .

### for example
www.cyberyukti.com
Youtube seo tips

Agar aap custom ROM installation ke upar video bana rhe ho to aap youtube search engine auto complete features ki madat se aap kaan sakte hai ki log kya search kar rhe hai.

Like they will start with “how to install cu……..” And jo bacha hua sentence hai wah youtube auto complete features ki madat se pura ho jayega.

Agar aap is mathod ka use karte hai to mai apko 100%, garnti deta hu apka video search engine me rank karega.
Apko apne title me jyada se jyada keywords ko use karna hai.

## description of the video

Youtube seo tips
Youtube seo tips

First 2-3 line are very important rank of your video high in search engine so use short description jisme apka important information cover ho jaye
Aap google and youtube search engine auto complete features ka use kar sakte hai.

## attractive thumbnail of the video
Youtube seo tips
Youtube seo tips

Jab apka video search results me high tank me ane lagega  to jyada chances ki apke video me views ayege. Lekin yaha pas thumbnail ki bat a jati hai apka thumbnail attractive hona chahiye jisse user apke video per click kare na ki kisi dusre ke video  par agar apka thumbnail attractive nhi hua to apko jitne views milne chahiye sayad wo apko na mile.

#### 1 apko thumbnail video ke title se milna chahiye

#### 2 apko kuch important keywords ko hi thumbnail me likhna hai

#### 3 apko PNG image choose Karna hai aur red arrow ka use karna hai

#### 4 make clean and simple thumbnail

## name of video before upload

Yah bahot important fact dyan dena ki video ko upload karne se pahle  jab aap video ko edit karte ho yo video ka wahi name jo aap video ko upload karne ke bad doge  wahi keywords use kare

Agar aap aisa nhi karte to search engine ko ye nhi pata chalta ki aapke video ka kya name  agar aap same keywords use karenge search engine ashani se aapke video ko samajh lega aur apka video rank karega.

## tags

Tags play important role in ranking your video in search engine results

1) apko same keywords use karna hai title thumbnail description and tag section first. Same keywords pe apka video jaldi rank karega.

2) apko tags apne video se related banana hai video se alag thumbnail nhi use karna hai.

3) aap youtube search ke auto complete features ko use karke tags lagane hai

4) keywords ke liye tubebuddy ka use kar sakte hai.

5) don’t use to many tag

## views from social media

Apne video ko social media pe share kare ho sakta apne bahut se subscriber bail nhi daba ho unko notification na mile aur apko social media se new subscriber milenge jisse apka channel grow karega

## audience engagement

Agar log apke video pe comment karte video ko like karte hai to
Apke video rank karne ke kai chance hai apka video tranding me ja sakta hai.

## important tips

1)Viwer se sawal puche unse unka opinion jane video se related and option me answer de so engagement of audience with your video will increase

2)Like and comment ka reply dena hai jitna jaldi ho sake. Apko good comment karna hai jisse viewers apne aap subscribe kar de

3) agar apke pas subsciber kam hai to aap giveaway rakh sakte hai.jisse apke subscriber badenge.

4) aap dusre creator ke sath collaboration bhi kar sakte hai.

## new tips for video ranking

Agar apki video rank 3rd 4th number in search results aur aap apne video ko 1st nambar par lana chahte hai to 

Apne dosto ko bol kar pahle 1st video ko click karne ko bolo 1 ya 2 second bad 2nd video ko uske bad aapni video ko click karne ko bolo aur use pura dekhne ko bolo aur like comment karwao apki video automatically 1st pe a jayegi

Leave a Comment

x
Â